Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!
गाना / Title: तुम जियो हज़ारों साल - tum jiyo hazaaro.n saal
चित्रपट / Film: सुजाता-(Sujata)
संगीतकार / Music Director: सचिन देव बर्मन-(S D Burman)
गीतकार / Lyricist: मजरूह सुलतानपुरी-(Majrooh Sultanpuri) गायक / Singer(s): आशा भोसले-(Asha Bhosale)तुम जियो हज़ारों साल साल के दिन हों पचास हज़ार सूरज रोज़ आता रहे रोज़ गाता रहे लेके किरणों के मेले पलछिन कलियाँ गिन गिन तेरा हर दिन तब तक रँगों से खेलें रँग जब तक बाकी है बहारों में तुम जियो हज़ारों साल साल के दिन हों पचास हज़ार ... यहाँ वहाँ शाम हो चाहे जहाँ यूँ ही झूमे शमा सुनके तुम्हारी बातें प्यार लिये चाँद का टीका लिये यूँ ही जुगनू लिये चमके तुम्हारी रातें नूर जब तक बाकी है सितारों में तुम जियो हज़ारों साल साल के दिन हो पचास हज़ार ...
tum jiyo hazaaro.n saal saal ke din ho.n pachaas hazaar suuraj roz aataa rahe roz gaataa rahe leke kiraNo.n ke mele palachhin kaliyaa.N gin gin teraa har din tab tak ra.Ngo.n se khele.n ra.Ng jab tak baakii hai bahaaro.n me.n tum jiyo hazaaro.n saal saal ke din ho.n pachaas hazaar ... yahaa.N vahaa.N shaam ho chaahe jahaa.N yuu.N hii jhuume shamaa sunake tumhaarii baate.n pyaar liye chaa.Nd kaa Tiikaa liye yuu.N hii juganuu liye chamake tumhaarii raate.n nuur jab tak baakii hai sitaaro.n me.n tum jiyo hazaaro.n saal saal ke din ho pachaas hazaar ...
कुछ और सुझाव / Related content: